Wednesday, August 12, 2009

sumthing different

Rukh mod kar bola mujhe se mera chahne wala. Main ek dard hun tere dil ko dukhane wala. Aayina hun teri tasweer ki pemaish ka. raazdan hun tere gunahon ko chupane wala, ek aansun hun tere rukhsar pe aane wala. ek nasha hun tere hawason pe chane wala .....


(Burhan Uddeen Shibli)

Monday, August 3, 2009

couplets

Zarraah- Zarrah Tere aanchal ki panah mein aakar.Phool ban jaye kaliyon ke tabassum ki tarah

Hosh aa jaye baharon ko tere aaghosh mein aakar. Saaz ban jaye parindon ke tarannum ki tarah