Monday, August 3, 2009

couplets

Zarraah- Zarrah Tere aanchal ki panah mein aakar.Phool ban jaye kaliyon ke tabassum ki tarah

Hosh aa jaye baharon ko tere aaghosh mein aakar. Saaz ban jaye parindon ke tarannum ki tarah

1 comment: